Aaj vo dur sa lgta h
Duao se jis dil ko sjaya tha kabhi
Aaj vo chur-chur sa lgta h
Manga tha ek sitara kabhi
Aaj vo grahan, nur sa lgta h
Apni thi jo gali kabhi
Aaj vo hi gali sudur sa lgta h
Hawa jo sath chlta tha kabhi
Aaj vo magrur sa lgta h
Udaa jo aaj apni hi moz me
Vo panchchhi aasma ko pa hi lega
Aaj tak wqat ne aajmaya usse
Vo apni kismat ko aaj aajma hi lega
Takdir jo thokar mar giraye ga usse
Vo fir khud ko utha hi lega
Rah me jo kante h uske
Vo ek din kanto ko hata hi lega
Aag h jo saflta ko pane ki usme
Vo khud ko uss aag me jala hi lega
Badhao ne chahe kitna hi toda h usse
Vo tinka-tinka jod kr aashiya bna hi lega
Hope is life
जवाब देंहटाएं